tokens and tokenisation

Jab main NLP (Natural Language Processing) shuru kiya tha, har jagah ek word sunai deta tha — Tokenization.
Pehle laga koi heavy technical cheez hogi, par asal me kaafi simple hai.

Tokenization ka matlab hota hai text ko chhote tukdo me todna — jinhe hum tokens bolte hain.

Example: text = I LOVE JAIPUR

tokens = I,LOVE,JAIPUR

AI ko text samajhne me easy hota hai

Search, translation, chatbot sab me use hota hai

0
Subscribe to my newsletter

Read articles from DHIRENDER CHOUDHARY directly inside your inbox. Subscribe to the newsletter, and don't miss out.

Written by

DHIRENDER CHOUDHARY
DHIRENDER CHOUDHARY