Nanhi cheenti jab daana lekar chalti hai,Chadhati deewaron par, sau baar fisalti hai.Man ka vishwas ragon mein sahas bharta hai,Chadhkar girna, girkar chadhna na akharta hai.Aakhir uski mehnat bekaar nahi hoti,Koshish karne walon ki haar nahi hoti.
A...